find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ager Mukammal Taur Pe Amal Na Kar Sako To Deen Ke Qareeb Raho.

Yah Deen Aasan Hai Aur Mukammal Taur Par Amal Karo.
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya.
Ye deen aasaan hai aur jo deen me (amli taur pe) sakhti bartega to deen uspar galib aajaye ga (aur ose thakadega) lehaza sahih raaste par chalo (agar Mukammal taur se amal na karsako to kam az kam) deen se qariib raho,logo ko deen ke mo^amale me khush rakho (nafrat na paida karo) uneh aasaani do aur subah wa shaam aur koch raat me (êbaadat se) madad hasil karo.
English
Messenger of Allah (ﷺ) said
'Indeed, this religion is easy, and no one will ever overburden himself in religion, except that it will overcome him. So seek what is appropriate, and come as close as you can, and receive the glad tidings (that you will be rewarded), and take it easy; and gain strength by worshipping in the mornings, afternoons, and during the last hours of the nights.'"
Hindi
नबी (ﷺ) ने फरमाया :
ये दिन(इस्लाम) आसान है । और जो दिन में(अमली तौर पे) सख्ती बर्तेगा तो दिन उस पर गालिब आ जायेगा और उसे थका देगा।
*लिहाजा सही रास्ते पर चलो(अगर मुकम्मल तौर से अमल ना कर सको तो कम अज कम), दिन से करीब रहे, लोगों को दिन के मा'अमले मे खुश रखें(नफरत ना पैदा करों), उन्हें आसानी दो और सुबह-शाम और कुछ रातों में (इबादत से)मदद हासिल करों।
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Sunan an-Nasa'i: 5034 ]
----------------------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS