Qaber pe Masjid bnana Kaisa hai Shariyat Se?
SAWAL;):* *Agar* *Qabar par* *masjid* *banana* *haram hai* aur jis masjid mein Qabar ho usme nahi padni chahiye to kya *MASJID* *E NABVI* *ka *yahi** *haal* *hain????* Kyon ki *MOHAMMAD* *SWS* ki Qabar bhi to nasjid nein hai??? JAWAB* Pehle aapko yeh bata diya jaye ki na to *AAP *SAL** *ALLAHU* *ALAIHI* *WASALLAM* ki Qabar mubarak masjid mein banayi gayi aur na hi Qabar par masjid banayi gayi!
Balki Qabar to HUJRA E MUBARAK mein bani aur KHULFA E RASHIDEEN ke daur mein bhi aisa hi tha lekin 88 hijri me BANU UMMAYYAD ke 6th Khalifa waleed ibn e Abdul malik ke huqm par aisa kiya gaya lekinus waqt ke governor UMAR IBNE Abdul (ra.) Ne huqm ko na pasand kiya aur us waqt ke ZAYED ULEMA ne bhi mukhalifat ki lekin unhe majbooran khalifa ke huqm par aisa karna pada yeh ek bada kaam tha isse kahi bhi Masjid me mazar /Qabar banana sabit nahi hota!!!
Beshak Qayamat ke din logo mein se badtareen log woh honge jin par Qayamat qayam hogi!!!
*SAHIH* *BUKHARI;* *KITAB UL* *FITAN* *#7067*
AUR WOH AISE LOG HONGE JO QABRON PAR MASJIDEIN BANAYENGE!!!!!
*MASNAD* *AHMED* *3921!!!!!*
Ek haqiqui Muslim ke liye *NABI* *SWS* ka huqm hi kafi hai ki *AAP SWS* ne lanat farmayi hai ho aur hum fir bhi iske khilaf amal paira ho yeh samajh ke bahar hai!!!
*JAMIA* *TIRMIDHI* *##1052!!

- Shirk Kitne Qism Ke Hai? (Tafseel Se Wazahat)
- Allah Apne Bande Ko Kab Tak Aazmaish Me Rakhta Hai?
- Apne Aadmi Ke Mar Jane Par Uske Qaber Par Majar Bnane Wale Nabi Ki Laanat.
- Dargaho Pe Jana Kiski Aadat Thi Aur Hai? Kya Yah Shariyat Me Hai?
- Qabristan Pe Mela Bnana Kaisa hai?
- Makka Ke Mushrik bhi Insaan Hi they Fir Bhi o Qaber Ki Pooja KArte they Aur Hm Bhi.
- Mazar Pe Ibadat ke Bare me Shariyat ka Kya Hukm Hai?
- Mazar Pe Jane Se Kaun Hmari Dua Sunta Hai? Allah Ya Fir Majar wale Baba?,
- Qaber Ya Majar Par Masjid Bnane Ke MAsail. Shariyat Ka Kya Hukm Hai?
- Kya Murde Ya Qaber wale (Jo Qaber Me Dafan Hai) Sunte hai? Kaise Sunte hai?
- BadSaguni Kya Hai? Sitaron Se BArish talab Karna.
- Jo Shakhs Badsaguni Me Yakeen Nahi Rakhta Ho Uske Liye Kya Hukm Hai? O Kaisa hai?
- Fal Kya Hota Hai? Fal Aur Badsaguni ka Kya Talluq Hai?
- Kuwwe (Crow) Ke Bolne Se Kya Ghar Par Mehman Aate Hai?
- Badsaguni Ka Khyal Aane par hme Kya Krna Chahiye?
- Kya Raat Me Jhhadoo Lgane Se Ghar Me Barkat Nahi Hoti?
- Ager Aap ki Dua Qabool Nahi Ho Rahi Ho Aur Pareshani Aur Badh Rahi Ho To Kya KAre?
- 786 Kya Matlab Bismillah Hir Rahmanirrahim Ya Fir Hindu ke Devta.
- Badsaguni Shirk Hai Iski Daleel.
- Allah Ke Yaha Murdo Aur Bujurgo Ka Waseela Lgana Kya Jayez Hai?
- Allah Ko Razi Kiya Jaye Ya Fir Hajir-E-waqt Ki Hukumat Ko?
- Mushkil Door Karne Ke Liye Qurani wazeefa.
- Charo Imam ka Qaul Kya tha? (Kya Unhone Apni Ita'at Karne Ko Kaha)
- Taweej Latkana Kaisa Hai? iske fayde ya fir Nuksaan.
- Taweej Latkana ya Dam Karna Kaisa Hai?
- Jadoo Kitne Qism Ka Hota Hai? Iske Kya Ilaaj hai?
- Taweej Gande Ki Sharai Haisiyat Kya Hai?
- Kya Ghar Me Nimbu (Lemon) Ya Kale Dhage Latkane Se Buri Najer Se Bach Jata Hai?
- Ghar Me Aane Wali Musibat Se Bachne Ke Liye Janwer rakhna Kaisa HAi?
- Qaber Parasti, jhhar Phoonk, Nariyal, Nimbu, Kale Dhaga Se Islam Ka Kya Wasta Hai?
- Bhar Do Jholi Ya Mohammad---- Yah Qawwali Gana Kaisa Hai?
No comments:
Post a Comment