*Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barakatahu*
________________________
________________________
*Qabr Parasti Taaweez Gandey Jhaadh Phookk Nariyal Neenbu Seepi Dhaage*
________________________
________________________
* ḀḶ QṳRḀṆ *
*بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيم*
*اِنۡ تَجۡتَنِبُوۡا کَبَآئِرَ مَا تُنۡہَوۡنَ عَنۡہُ نُکَفِّرۡ عَنۡکُمۡ سَیِّاٰتِکُمۡ وَ نُدۡخِلۡکُمۡ مُّدۡخَلًا کَرِیۡمًا*
*Agar tum un baray gunahon se bachte rahoge jin se tum ko mana kiya jata hai to hum tumhare chote gunah door kar denga*
*Aur izzat aur buzrugi ki jagah dakhil karenge*
*Al Quran Surah Nissa 4. Aayat 31,*
* ḀḧḀDḕḕS *
*Ei'sa Bin Abdur Rahmaan Se Rivaayat Hai*
*Woh Kehte Hai Ke Hum A'bduLLah Bin A'keem Radi ALLAAHu A'nhu Ke Paas eyaadat Ke Liye Gaye*
*Woh Beemaar The Un Se Kaha Gaya Ke Agar Aap Koi Cheez Pahan Lein To Shayad Aa'fiyat Ho Jaaye*
*To Unho Ne Kaha : Main Koi Cheez Pahnu ? HaaLaan Ke ALLAAH Ke RasooL SallALLAAHu A'Laihi WAsaLlam Ne Farmaaya*
*JIS NE KOI CHEEZ LATKAAYI WOH USI KE SAPARD "YA'NI HAWaaLe" KAR DIYA GAYA*
*Musnad Ahmad 4/210*
*Haakim 4/216,*
*Tirmizi Aur ALbaani Ne Saheeh Tirmizi 2/208 Me Hasan Kaha Hai.*
* ḀḶ QṳRḀṆ *
*Usse Allah Ta"ala qatan na bakshaga ke uss ke sath shareek muqarrar kiya jaye*
*Haan shirk ke ilawa gunah jis ke chahe moaf farma deta hai*
*Aur Allah ke sath sharik karne wala bahot door ki gumrahi me jaa pada*
*Al Quran Surah Nissa 4.Aayat 116,*
*Yaqeen mano ke jo shaks Allah ke sath shareek karta hai Allah Ta"ala ne uss par jannat haram kar di hai*
*us ka thikana jahannum hi hai aur gunehgaron ki madad karne wala koi nahi hoga*
*Al Quran Surah maeeda 5. Aayat 72,*
________________________
________________________
**
________________________
________________________
No comments:
Post a Comment