find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Aaj ki Pyari Hadeeth. Bimari me Padhi jane wali Dua.

Bimari me Padhi jane wali Dua. 

  *Aaj ki pyari dua !*  

 

*Nabi (ﷺ) apne ghar ke baaz (bimaron) par ye dua padhkar dam karte aur apna sidha haat pherte aur ye dua padhte,The Prophet (ﷺ) used to treat some of his wives by passing his right hand over the place of ailment and used to say :*

   *أَذْهِبِ الْبَاسَ رَبَّ النَّاسِ، وَاشْفِ أَنْتَ الشَّافِي، لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ، شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا ‏"‏‏.‏*

*azh-hibil-ba’sa rabban-nās, washfi antash-shāfi, lā shifā’a illā shifā’uka shifā’an lā yughādiru saqama*

*Aye Allah ! Logo ke paalne wale ! Takleef ko dor karde ose shifa (tandrusti) dede tohi shifa dene wala hai - teri shifa ke siwa koe shifa nahi - aisi shifa (de) ke kisi qism ki biimri baqi na rah jaye -*

*English translation*

*O Lord of the people! Remove the difficulty and bring about healing as You are the Healer. There is no healing but Your Healing, a healing that will leave no ailment."*

*[ Sahih al-Bukhari : 5750 ]*
---------------------------------------

Share:

1 comment:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS