find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Momeen ke Gunah karne par Kala Nukta lga diya jata hai.

Gunah Karne se Dil Pe Kala Nukta Lga Diya jata hai?
*Bismilahirrahmanirrahim
---------------------------
Gunah karne ki Wajah se dil me Ek Kala Nukta Pad jata hai.
---------------------------
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: jab momin koi gunah karta hai to uske dil mein ek siyah nuqta ( kala daag ) lag jata hai, agar woh tauba kare, baaz aa jaye aur maghfirat talab kare toh uska dil saaf kar diya jata hai, aur agar woh ( gunah mein ) barhta chala jaye to phir woh dhabba bhi barhta jata hai, yeh wohi zang hai jis ka zikar Allah taala ne apni kitaab (Quran) mein kiya hai : _hargiz nahi balkay unke buray aamaal ne unke dilon par zang pakar liya hai jo woh karte hain._ [surat-ul-Mutafifeen 83:14].

📚 Sunan ibne majah: jild 6, kitab Az-zuhd 37, hadith no. 4244
Grade sahih
------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS