find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Islam Sanp 🐍 Palne ke Bare me Kya Kahta Hai?

Kisi Musalman ke liye Sanp 🐍 (Snake) Ko Palna kaisa hai?
Kya Snake Palne ki ijazat islam deta hai?
Bismilahirrahmanirrahim
-------------------------------------------
Saanp(Snake) ko Palna Posna Jayez nhi hai.
-------------------------------------------
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !

Jab se hamari saanpon se ladayi shuruu hovi hai ham ne kabhi unse sulah nahi ki (saanp hamesha se insaan ka dushman raha hai, uska paalna aur posna kabhi durust nahi) jo shakhs kisi bhi saanp ko dar kar maarne se chod de wo ham me se nahi hai.
Grade: Hasan Sahih (Al-Albani)

[ Sunan Abi Dawud: 5248 ]

️Note: Saanp ko Palna Jayez nahi Aur Agar wo Aapke Basti Wale ilaqe me aajaye to use Mardena chahiye kyun ke Kisi Ki jaan Ja sakti hai Agar wo Katle (Uske bad Jahar fail sakti hai aur Jaan bhi Ja Sakti hai isme koi Shak nahi) Ya Bada Saanp Nigal jaye kisi ko to.
--------------------------------------------
SHARE

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS