Valentine day aur Hmare Muslim Nawjwan.
❌ VALENTINE'S DAY ❌
What Islam says about Valentine's day, Can any Muslim Celebrate 14 February, valentine day aur Musalman, Islam me Valentine day jayez nahi.
( Behayayi or Besharmi ka Festival)
Valentine Day Celebrate Karna Jayez Hai Ya Nahi, Valentine Day Ki Kya Haqeeqat Hai, Valentine Day Aur Islam, Valentine Day Ki Sharayi Haishiyat
----------------------------------------------------------
➡ Valentine's Day manana ALLAH ke Azaab ko Dawat dena hai.
➡ Valentine's Day manana ALLAH ke Azaab ko Dawat dena hai.
Allah Taala Farmaate hain :-
Jo Log ye Chahte hain ki Musalmaano (Momino) mein Behayayi Phaile, Unke liye Duniya aur Akhirat mein Dardnaak Azaab hai.
(Surah Noor 24 Aayat:- 19)
Jo Log ye Chahte hain ki Musalmaano (Momino) mein Behayayi Phaile, Unke liye Duniya aur Akhirat mein Dardnaak Azaab hai.
(Surah Noor 24 Aayat:- 19)
➡ Hum sab Jaante hain ki Valentine's Day Yahood-o-Nasara ka amal hai, Allah ke Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam ne Kabhi iski Taleem nahi diya, Phir bhi Kuch Na-Samajh Musalmaan Yahood-o-Nasara ki Nakal karte huye Valentine's Day Manate hain.
Jiske baare me Rasoolullah ﷺ ne Farmaaya :-
Jisne jis Qaum (Religion) ke Tarike ko ikhteyaar kiya, Wo unhi me se hoga.
(Abu Dawood 4031)
Jisne jis Qaum (Religion) ke Tarike ko ikhteyaar kiya, Wo unhi me se hoga.
(Abu Dawood 4031)
Quran mein Allah Taala ye bhi Farmaate hain :-
Khabees ( Yaani Na-Paak) Auraten Khabees Mardo ke liye hain aur Khabees Mard Khabees Auraton ke liye hain, aur Pakiza Auraten Pakiza Mardo ke liye hain aur Pakiza Mard Pakiza Auraton ke liye hain.
(Surah Noor:- 24 Aayat :26)
(Surah Noor:- 24 Aayat :26)
➡ Bahut se log ye bhi kahte hain ki Duniya me itne saare log manate hain, kya itne saare log Galat hain ?
------------------------
Jabki Allah Ne Quran me Saaf Saaf farmaya diya hai :-
Aksar log jo Zameen par abaad hain wo GUMRAH hain, Agar tum Unka kaha maan loge to wo tumhe Allah ka Raasta Bhula denge.
(Surah Anaam 06 Ayat:-116)

➡ Isliye Musalmaano se Muaddabana guzarish hai ki Besharmi aur Behayayi ke is Festival ko Celebrate na karen Aur Apne aapko Azaab-e-Elaahi se bachayen.
------------------
------------------
No comments:
Post a Comment