find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Mahine me 3 din (Ayyame Baiz) ka Roza rakhne ki fazilat.

Har Mahine 3 din ka roza rakhne ki fazilat.
Bismilahirrahmanirrahim
--------------------------------------------
Har Mahina ka 3 din roza Rakhna saal bhar ke Roze ke Brabar (Equall)  hai.
--------------------------------------------
Nabi kareem (ﷺ) ne farmāya, mahine me 3 roze rakhā karo, nekiyon ka badlah 10 guna (ten times) milta hai, iss tarah yeh saari umar ka roza ho jāyega.
(Sahih Bukhari, 1976)

Note: Dusri hadees se Ye 3 din ki Date (Tarikh) bhi Maloom chalti hai 13,14,15 Islamic calender  ke Mutabiq jise 'Aaiyyame Beez' kahte hain (🔰Silsilatus Saheeha)
--------------------------------------
SHARE

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS