find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ager Ambiya Bhi Qabro Me Nahi Sunte Hai To Salato Salam Ka jawab kaise Dete Hai? Aalam-E-Barzakh (Part 38)

Ager Ambiya Bhi Qabro Me Nahi Sunte Hai To Salato Salam ka Kaise Jawab dete Hai? 

AALAM E BARZAKH - Part 3

   3 SAWAL NO. : 3

Kya Murde Sunte Hai,? Aalam-E-Barzakh (Part 36) 

  AGAR AMBIYA BHI KABRO ME NAHI SUNTE TO FIR WO SALAT O SALAM KA JAWAB KAISE DETE HAI ❓❓*
✅ *JAWAB
_*JAB BHI KOI AADMI MERE UPAR SALAM BHEJTA HAI TO ALLAH MERI ROOH KO LOUTA DETA HAI TAKI ME USKE SALAM KA JAWAB DE SAKU
   [MISHKAAT SHARIF]
➡ IS HADEES SE SABIT HUA KI AAP S.A.V. KI ROOH BHI HAR WAKT UNKE JISM ME NAHI REHTI AUR WO BHI AALAM E DUNIYA SE MUTTASIF NAHI REHTE HAR WAKT. WARNA AGAR WO ZINDA HO AUR HAMARI BAATE SUN RAHE HO TO FIR UPAR WALI HADEES KA KYA MATLAB HAI KI JAB BHI KOI DURUD PADHTA HAI TO AAP S.A.V. KI ROOH LOUTA DETA HAI ALLAH.
➡ HADEES SE EK AUR BAAT MALUM HUI KI AAP S.A.V. NE FARMAYA KI SALAM KA JAWAB DENE KE LIYE MERI ROOH KO LOUTAYA JATA HAI PAR KAHI BHI US SALAM KO SUNNE KA KOI ZIKR NAHI KI ME SALAM SUNTA HU, SIRF JAWAB DENE KE LIYE LOUTAYA JATA HAI.
4⃣ *SAWAL NO. : 4*
*YAHI EK SAWAL AUR PAIDA HOTA HAI KI 24 HRS ME SHAYAD HI KOI AISA LAMHA HOGA KI DUNIYA ME IMAN LANE WALE AAP S.A.V. PE DURUD NA PADHTE HO WARNA 24 HRS DUNIYA KE KISI NA KISI HISSE ME KOI NA KOI AAP S.A.V. PE DURUD PADHTA HI REHTA HAI TO BAAR BAAR ROOH KO LAUTANA YE TO EK TAKLEEF DEH BAAT HO JATI HAI TO AISA KYU HOTA HAI ?? YA USKA KYA JAWAB HAI AAPKE PAAS ❓❓
✅ *JAWAB*
_*YE HADEES ISAARATAN BIL NAFS SE YE BATAA RAHI HAI KI DUNIYA ME AAP S.A.V. PAR JITNE BHI DURUD PATHE JATE HAI TO FARISHTE UN SAB KO JAMAA KAR LETE HAI AUR EK KHAS MUKARRAR WAKT ME JAB ALLAH KO MANZOOR HOTA HAI ALLAH AAP S.A.V. KI ROOH LOUTA DETA HAI AUR FIR AAP S.A.V. UN SABKE HAQ ME JAWABI DUA DE DETE HAI*_
Continue.....
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS