ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆ : BE NAMAZI KE ROZE KABOOL NAHI,*
Be namazi ka roza sahi nahi kyo ki shariyat men sabit hai ke jaan bujh kar namaz na padhne wala mushrik (kafir) hai.
*IRSHADE BAARI TA'ALA HAI.*
مُنِيْبِيْنَ اِلَيْهِ وَاتَّقُوْهُ وَاَقِيْمُوا الصَّلٰوةَ وَلَا تَكُوْنُوْا مِنَ الْمُشْرِكِيْنَ
ALLAH ki taraf rujoo ho ker us se darte raho "Namaz kayam karo aur mushriko men se na ho jao".(Yani jo namaz nahi ada karta hai wo mushrik hai.)
*QURAN (Surah Room 30/31)*
مُنِيْبِيْنَ اِلَيْهِ وَاتَّقُوْهُ وَاَقِيْمُوا الصَّلٰوةَ وَلَا تَكُوْنُوْا مِنَ الْمُشْرِكِيْنَ
ALLAH ki taraf rujoo ho ker us se darte raho "Namaz kayam karo aur mushriko men se na ho jao".(Yani jo namaz nahi ada karta hai wo mushrik hai.)
*QURAN (Surah Room 30/31)*
Kufr wa shirk aur (Muslman) bande ke darmiyan fark namaz ka tark (Chod) kar dena hai.
*HADEES (Abu Dawood : 4678)*
*HADEES (Abu Dawood : 4678)*
Farz Namaz jaan bujh kar mat chodna kyo ke jis ne jaan bujh kar ise choda to us par se ALLAH panah uth gai.
*HADEES (Ibn e Maza : 4034)*
*HADEES (Ibn e Maza : 4034)*
ALLAH ke RASOOL SAW. ke sahaba namaz ke siwa kisi amal ke chod dene ko kufr nahi samjhte the.
*HADEES (Jame Tirmizi : 2622)*
*HADEES (Jame Tirmizi : 2622)*
Ye baat sabit hai ke be namazi Mushrik hai to mushrik ki koi ibadat kabul nahi hai aur ROZA bhi ibadat hai to ROZA bhi kabul nahi hoga.
_ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE. {AAMIN}_
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
☪ Share karey … Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...
No comments:
Post a Comment