Imaan ke masiel (notes)
1)imaan ki tareef
*lughat meaning= tasdeeq =kisi cheez ki tasdeeq krne ko imaan kehthe hai
*sharai maening = zubaan ka qol, dil se iqraar, poore badan se amal jo farmabardari se bdhta hai aur na farmani se kam hota hai
imaan zyada bhi hota hai aur kam bhi hota hai
imaan k 70 se zyada hisse hai
*sbse buland hissa la ilaha ilal lah kehna - zabaan ka qol
*sbse kam hissa raaste se koi buri cheez hatana - amal
*sharm haya bhi imaan ka hissa hai - dil ka amal
imaan k 70 se zyada hisse hai
*sbse buland hissa la ilaha ilal lah kehna - zabaan ka qol
*sbse kam hissa raaste se koi buri cheez hatana - amal
*sharm haya bhi imaan ka hissa hai - dil ka amal
*tawheed aur namaaz aise do amal hai jin ko trk (chodhne se) momin ka imaan poora khtm hojata hai
*baaqi amaal jaise zakaat, hajj, rozq unko trk krne se gunah to milta hai lyken poore tor pr imaan se kharij nhi hota aisa shks..
zubaan k amaal
*kalima e shadat, quran ki tilawat, Allah ka zkr
*kalima e shadat, quran ki tilawat, Allah ka zkr
dil k amaal
*arkane imaan, sharm o haya, Drr,mohbbat, umeed, tawwakul wagera
*arkane imaan, sharm o haya, Drr,mohbbat, umeed, tawwakul wagera
jism k amaal
*namaaz, roza, zakaat, hajj, waaldein ki farmabardari
*namaaz, roza, zakaat, hajj, waaldein ki farmabardari
arkanul imaan
1)Allah par imaan
2)Allah k Rasoolo pr imaan
3)Allah k frishto par imaan
4)Allah ki kitaabo pr imaan
5)aakhirt pr imaan
6)taqdeer pr imaan
1)Allah par imaan
2)Allah k Rasoolo pr imaan
3)Allah k frishto par imaan
4)Allah ki kitaabo pr imaan
5)aakhirt pr imaan
6)taqdeer pr imaan
1)Allah par imaan
*Allah maujood hai
*Allah wahid rabb hai (tawheed e rabubiyat)
*allah saccha mabood hai (tawheed e uloohiyat)
*allah tala k acche naam aur sifaat ul kamaal hai (tawheed e asmao sifaat)
*Allah maujood hai
*Allah wahid rabb hai (tawheed e rabubiyat)
*allah saccha mabood hai (tawheed e uloohiyat)
*allah tala k acche naam aur sifaat ul kamaal hai (tawheed e asmao sifaat)
2)frishto pr imaan
1)mujmal imaan = ijmale tor pr
*farishtey maujood hai
*noori Makhlooq hai
*Allah k farmabardaar hai.., khbi nafarmani nhi krte
*baaz farishto ko allah ne khass amal sonpe huwey hai
*baaz farishto k khass naam hai unhee un naam se janna
*farishtey allah se drte hai aur allah k bando se pyaar krne wali Makhlooq hai

2)mufassal imaan
*jin farishto k naam quran o hadees mai maujood hai unko unn naamo se janna
*jin farishto k amaal quran o hadees mai bayaan huwey hai unko unn amaal Se janna
*jin farishto k amaal quran o hadees mai bayaan huwey hai unko unn amaal Se janna
1)jibriel ale slaam - waheee
2)mikaiel ale slaam - barish aur Rizq
3)israfeel ale slaam
4)malakul maut
5)az zabaniya
6)Maalik
7)rizwaan
2)mikaiel ale slaam - barish aur Rizq
3)israfeel ale slaam
4)malakul maut
5)az zabaniya
6)Maalik
7)rizwaan
Allah ki kitaabo par imaan
1)mujmal
*allah ki kitaabein maujood hai
*allah ki wahee hai, Allah ka kalaam hai
*jitni bhi allah ki kitaabein hai un pr imaan
*sb kitaabo ko nasiq quran ne kea =yaani ab sirf quran pr amal kea jae ga
*allah ki kitaabo mai hamsaha khair hee ki trgheeb aur har shrr se agah kra hai

*Allah ki kitaabo pr tfseel k saath imaan lekar aana hai
1)sahefe Ibrahim aur musa
2)tawrat - musa ale slaam pr nazil huwi
3)zuboor - dawud ale slaam pr nazil huwi
4)injeel - eesa ale slaam
5)quran - nabi sallhu alihim wasslam pr nazil huwi
*Quran ne baaqi sb kitaabo ko nasiq krdia
*quran mai sb kitaabo ka ilm maujood hai

Rasoolo par imaan
1)mujmal imaan
*Allah k Rasool maujood hai
*Allah k bande hai bashar hai noori Makhlooq nhi hai
*behtreen chune huwey log hai
*galtiyo se gunaho se masoom hai
*sacche aur amaanat mai khbi khayanat nhi krte they
*Apni ummat tk mukmmal tor pr allah ka deen phochaya

*Allah k pyaare hai
*Allah k sbse behtreen Makhlooq hai
*Sbse afzhal ulul azam hai = azeemat waale= skhtiya bardsht krne waale 1)noah ale slaam, 2)Ibrahim ale slaam, 3)Musa ale slaam, 4)eesa ale slaam, 5)nabi sallhu alihim wasslam
*in mai sbse afzhal al khaleelein 1)Ibrahim ale slaam, 2)nabi sallhu alihim wasslam
*in mai sbse afzhal nabi sallhu alihim wasslam hai
*Allah ne hr nabi aur Rasool ale slaam pr wahee nazil ki

har rasool to nabi hai lyken har nabi Rasool nhi
*Nabi = momin k lea bhja jaatey hai
*Rasool =mushrkeeen ki trf bhja jaatey hai
*pehle nabi adam ale slaam
*pehle Rasool noah ale slaam
*aakhir nabi aur Rasool nabi Muhammad sallhu alihim wasslam
*Nabi = momin k lea bhja jaatey hai
*Rasool =mushrkeeen ki trf bhja jaatey hai
*pehle nabi adam ale slaam
*pehle Rasool noah ale slaam
*aakhir nabi aur Rasool nabi Muhammad sallhu alihim wasslam
aakhrit par imaan
*maut
*qabar
*hashae o nashar = hisaab o kitaab
*tarazu
*hoze kausar
*Pul e siraat
*jannat dozkh
*sifarish
*maut
*qabar
*hashae o nashar = hisaab o kitaab
*tarazu
*hoze kausar
*Pul e siraat
*jannat dozkh
*sifarish
taqdeer pr imaan
*4 martabe hai
1)ilm - yaani allah jo khuch duniya mai hoga woh pehle se hee jaanta hai
2)Allah ne phir usko loh e mehfooz mai likh dea
3)Allah ne jo caaha woh us mai se huwa aur jo nhi caaha woh nhi huwa
4)Allah ne paida kea

*insaan majboor nahi hai.. Taqdeer mai Likha hai ka mtlb yh hota hai k allah jaanta hai sb khuch pehle se
*Allah hikmat wala hai, Allah kisi pr zulm nhi krta, taqdeer ka maamla gaib mai se hai
Islam aur imaan mai frq
Jb ek bayaan kea jae to dono shamil hote hai
jb dono ek saath bayaan kea jae to
Islam = zahiri amal
Imaan = dil ka amal
jb dono ek saath bayaan kea jae to
Islam = zahiri amal
Imaan = dil ka amal
koi sawaal kre momin hai to kya jawaab de
Insaan ki ek waqt mai ek haalat nhi rehti, agar kisi ki halat kamzor imaan ki hai to woh woh kahe mai momin ho (confident k saath) , lyken agar imaan mazboot ho to kahe inshallah momin ho
*inshallah mai momin ho kehna jayez hai Abdullah ibn masood radia tala anhu k nzdeeq, aur mustaheb hai imam ahmed bin hanbal rehmatullah aleh k nzdeeq ..
kabira gunah krne waale ka hukum
Momin hai apne imaan se aur fasiq(gunah gaar) hai apne gunah se.. Allah caahe to apne fazal o krm se osse maaf krde.. Ya caahe to apne adal o insaaf se usko saza de jitna us shks ka gunah ho
No comments:
Post a Comment