find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Mafhum-E-Hadeeth Jisne Fajer se pahle Roze ki Niyat nahi kiya Uska Roza Nahi Hua.

*Bismillahirrahmanirrahim*
*Mafhum e hadith: Jisne Fajr se pehle roze ki niyat Nahi kiya uska roza Nahi hua*
----------------
✦ Hafsa Radi Allahu Anha se riwayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Jisne Roze ki niyat Fajr se pehle nahi Ki uska roza Nahi hua
Sunan Abu Dawud, Jild 2, 682 - Sahih
Note :
1. Niyat dil ke irade ka naam hai kyunki kisi bhi sahi hadith mein Roze ki niyat ki dua sabit nahi hai
2. Farz roze ki niyat fajar se pahle jaruri hai warna roza nahi hoga 
3. Jo nawafil roze hote hain uski niyat aap suraj nikalne ke baad bhi kar sakte hain leking shart ye hai ki usne fajar ke baad kuch khaya piaya na ho aur humbistari na ki ho aur
https://islamqa.info/en/26863
----------------
رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے  فجر سے پہلے روزے کی نیت نہیں کی  اس کا روزہ نہیں ہوا
سنن ابو داوود جلد ٢ ، حدیث ٦٨٢ -صحیح
----------------
✦ हफ्सा रदी अल्लाहु अन्हा से रिवायत हैं रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलहै वसल्लम ने फ़रमाया जिसने रोज़े की नियत फज्र से पहले नहीं कि उसका रोज़ा नहीं हुआ
सुनन अबू दाऊद , जिल्द 2, 682 सही
नोट :
1. नियत से मुराद यहा दिल के इरादे का नाम है क्यूंकी किसी भी सही हदीस से  रोज़े की निय्यत की दुआ साबित नही है,
2. फ़र्ज़ रोज़े की नियत फज्र से पहले ज़रूरी है वरना रोज़ा नही होगा 
3. जो नवाफील रोज़ होते हैं उसकी नियत सूरज निकालने के बाद भी कर सकते हैं लेकिंग शर्त ये है की उसने फज्र के बाद कुछ खाया पिया ना हो और हमबिस्तरी भी ना की हो
----------------
✦ It Was Narrated from Hafsah Radi Allahu Anha that Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said: Whoever did not decide to fast before Fajr then there is no fast for him.
Sunan Abu Dawud, Book 13, 2448-Sahih
Note :
1.There is no  dua for the intention to fast in sahi ahadith, intenion here is only from the heart.
2. For the obligatory (Farz) fasts you have to do the intention before fajr else that fasting will not be valid
3. For Nawafil fasts it is permissible to make the intention to fast on the day, if you have not eaten or drunk or had intercourse after Fajr.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS