Mojahid Jo Apne Nafs Se Jihad Kare
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ مُحَمَّدٍ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، أَخْبَرَنَا حَيْوَةُ بْنُ شُرَيْحٍ، قَالَ: أَخْبَرَنِي أَبُو هَانِئٍ الْخَوْلَانِيُّ، أَنَّ عَمْرَو بْنَ مَالِكٍ الْجَنْبِيَّ أَخْبَرَهُ، أَنَّهُ سَمِعَ فَضَالَةَ بْنَ عُبَيْدٍ يُحَدِّثُ، عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَنَّهُ قَالَ: كُلُّ مَيِّتٍ يُخْتَمُ عَلَى عَمَلِهِ إِلَّا الَّذِي مَاتَ مُرَابِطًا فِي سَبِيلِ اللَّهِ، فَإِنَّهُ يُنْمَى لَهُ عَمَلُهُ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ، وَيَأْمَنُ مِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ ، وَسَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: الْمُجَاهِدُ مَنْ جَاهَدَ نَفْسَهُ
नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: हर मय्यत के अमल का सिलसिला बंद कर दिया जाता है सिवाए उस शख़्स के जो अल्लाह के रास्ते में सरहद की पासबानी करते हुए मरे, तो इस का अमल क़यामत के दिन तक बढ़ाया जाता रहेगा और वो क़ब्र के फ़ित्ना से महफ़ूज़ रहेगा, मैंने रसूल अल्लाह ﷺ को ये भी फ़रमाते हुए सुना: मुजाहिद वो है जो अपने नफ़्स से जिहाद करे।
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”har mayyat ke amal ka silsila band kar diya jata hai siwaye is shakhs ke jo Allah ke rastay mein sarhad ki pasbani karte hue mare, to iska amal qayamat ke din tak badhaya jata rahega aur woh qabar ke fitnah se mehfuz rahay ga, maine rasool Allah ﷺ ko yeh bhi farmate hue suna: Mujahid woh hai jo apne nafs se jihaad kare“.
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”ہر میت کے عمل کا سلسلہ بند کر دیا جاتا ہے سوائے اس شخص کے جو اللہ کے راستے میں سرحد کی پاسبانی کرتے ہوئے مرے، تو اس کا عمل قیامت کے دن تک بڑھایا جاتا رہے گا اور وہ قبر کے فتنہ سے مامون رہے گا، میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ بھی فرماتے ہوئے سنا: مجاہد وہ ہے جو اپنے نفس سے جہاد کرے“۔
The Prophet ﷺ said, The deeds of everyone who dies are sealed. Except for the one who dies guarding the frontier from the enemy, in the cause of Allah. For indeed his actions are increased for him until the Day of Judgement, and he is secure from the tribulation of the grave. And I heard the Messenger of Allah (ﷺ) saying: The Mujahid is one who strives against his own soul. [Abu 'Eisa said:] There are narrations on this topic from 'Uqbah bin 'Amir and Jabir. The Hadith is Fadalah is a Hasan Sahih Hadith.
*wazahat:* yaani nafs ammara jo aadmi ko burayi karne par ubharta hai, woh use kuchal kar rakh deta hai, khwahishat nafs ka tabe nahi hota aur ita'at ilahi mein jo mushkilaat aur rukawatein aati hain, un par sabr karta hai, yahi jihad akbar hai.
Dusre alfaazo mein, nafs ke sath jihad yeh hai ke iske sath hedayat ka ilm hasil karne mein jihad kiya jaye, aur ilm hasil karne ke baad amal kiya jaye, aur is ilm ko dusre logon ko dawat bhi di jaye, aur dawat wa tableegh ki mushaqqat par sabr wa tahammul ka muzahira kiya jaye.
Dusre alfaazo mein, nafs ke sath jihad yeh hai ke iske sath hedayat ka ilm hasil karne mein jihad kiya jaye, aur ilm hasil karne ke baad amal kiya jaye, aur is ilm ko dusre logon ko dawat bhi di jaye, aur dawat wa tableegh ki mushaqqat par sabr wa tahammul ka muzahira kiya jaye.
_*Jamiat Tirmidhi: jild 3, kitab fazail jihaad 22, hadith no. 1621*_
*Grade sahih*
*Grade sahih*
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
No comments:
Post a Comment