find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Apne Gharo ko Qbristan N Bnao.

ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ


Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”apne gharon ko qabristan nah banao, woh ghar jis mein surah al-baqrah (sunar no. 2) parhi jati hai is ghar mein shaitan daakhil nahi hota“.
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”اپنے گھروں کو قبرستان نہ بناؤ۔ وہ گھر جس میں سورۃ البقرہ (سورہ 2) پڑھی جاتی ہے اس میں شیطان داخل نہیں ہوتا“
The Prophet ﷺ said, Do not turn your houses into graves. Indeed Ash-Shaitan does not enter the house in which Surat Al-Baqarah (surah no. 2) is recited.
 *wazahat:* yani jin gharon mein surah al baqara padhi jaati hai (chahe ek ayat ya ek ruku hi kyun na ho) uss ghar mein shaitan dakhil nahi hota, ek dusri hadees [Tirmidhi: 2881] mein aya hai jis kisi ne surah baqra ki aakhri 2 ayato ko raat mein padha (sone se pehle), *wo shakhs har burayi aur shaitan ke shar se mehfuz rahega.* Iss hadees mein qabristan se muraad hai yaani jin gharon mein Quran ki tilawat aur nawafil namazon ki taqeed nahi ki jaati hain wo qabristan ke misaal jaise hain, jis tarah qabre amal aur ibadat se khaali hoti hain aise ghar bhi amal aur ibadat se mehroom qabristan ke manind hote hain. [Tirmidhi: 451]
 _*Jamiat Tirmidhi: jild 5, kitab fazail Al-Quran 45, hadith no. 2877*_
*Grade sahih
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS