find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Momeen Apne Ache Akhlaq Se Kya Hasil KAr Sakta HAi?

Ache Akhlaq KA Shabab

 حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ بْنُ سَعِيدٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا يَعْقُوبُ يَعْنِي الْإِسْكَنْدَرَانِيَّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَمْرٍو، ‏‏‏‏‏‏عَنْ الْمُطَّلِبِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَائِشَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَتْ:‏‏‏‏ سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏يَقُولُ:‏‏‏‏ إِنَّ الْمُؤْمِنَ لَيُدْرِكُ بِحُسْنِ خُلُقِهِ دَرَجَةَ الصَّائِمِ الْقَائِمِ.
रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: मोमिन अपनी अच्छे  अख़लाक़ी से रोज़ेदार और रात को क़ियाम (तहज्जुद पढ़ने) वाले का दर्जा पा लेता है।
Rasool Allah ﷺ ne farmaya: momin apne achhe ikhlaqi se rozedaar  aur raat ko qiyam (tahajjud padhne) wale ka darja pa leta hai.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مومن اپنی خوش اخلاقی سے روزے دار اور رات کو قیام کرنے والے کا درجہ پا لیتا ہے۔
Prophet ﷺ said: “By his good character a believer will attain the degree of one who prays during the night and fasts during the day".
wazahat:* zara tasawwur kare ek aadmi jo rozedar hai qiyam karne wala hai aur ek woh jis ke paas husn ikhlaq hai, yeh shakhs jis ke paas husn ikhlaq hai qiyam karne wale rozedar shakhs ke darjay ko paa leta aur aap ﷺ ne farmaya: Qayamat ke din bande ke mizaan (tarazu) mein sab se bhaari chiz husn likhlaq hoga [Tirmidhi: 2002]. Ek muqam par Hazrat Abdullah bin mubarak ra ne achhe ikhlaq ki tareef bayan karte hue farmaya: *ikhlaq hasanah logo se muskura kar milna hai, bhalai karna hai, aur dusro ko taqleef naa dena hai* [Tirmidhi: 2005].
              Sunan Abu Dawud: jild-4, kitab Al adab 47, hadith no. 4798..
Grade sahih
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS