find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Wasiyat ka Byan.

Maldar Chor KAr Jana Inhe Mohtaj Chhorkar Jane Se Behtar Hai

Saad bin abi waqqas (rza)kahte hain ke main fateh makka ke saal aaisa Bimaar huwa ke maut ke kinare Pahuch gaya NABI ALEY SALAAM meri ayaadat(bimaar puri) ke liye tasreef laye toh maine pucha ALLAH KE RASOOL (SAW) Mere paas bahut saara maal hain aur ek BETI ke Alawa koi waaris nahi toh kya main apne 2 tihai maal ki wasiyat kardu Aap (saw) ne farmaya nahi maine kaha Aadha Aap(saw) ne farmaya nahi maine kaha 1 tihai toh Aap (saw) ne farmaya ha tihai hala ke yeh bhi zyaada hi hain tumahare Apne warsa ko maaldar chodke jaana inhe mautaj chodke jaane se behtar hain ke woh logo ke saamne Hath Failata phirey
   سعد بن ابی وقاص (رض) کہتے ہیں کہ  میں فتح مکہ کے سال ایسا بیمار ہوا کہ موت کے کنارے پہنچ گیا، رسول اللہ ﷺ میری عیادت  (بیمار پرسی)  کے لیے تشریف لائے، تو میں نے پوچھا : اللہ کے رسول ! میرے پاس بہت سارا مال ہے، اور ایک بیٹی کے علاوہ کوئی وارث نہیں ہے، تو کیا میں اپنے دو تہائی مال کی وصیت کر دوں ؟ آپ ﷺ نے جواب دیا :  نہیں ، میں نے کہا : پھر آدھا ؟ آپ ﷺ نے فرمایا :  نہیں ، میں نے کہا : تو ایک تہائی ؟ آپ ﷺ نے فرمایا :  ہاں، تہائی، حالانکہ یہ بھی زیادہ ہی ہے ، تمہارا اپنے ورثاء کو مالدار چھوڑ کر جانا، انہیں محتاج چھوڑ کر جانے سے بہتر ہے کہ وہ لوگوں کے سامنے ہاتھ پھیلاتے پھریں*     
Ibne maaja 2708  [Wasiyat'on ka bayaan
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS