TAMAAM AMBIYA E KIRAAM AUR RASOOLO NE SAB SE PEHLE APNI APNI UMMATO KO AQEEDAH E TAUHEED KI DAWAT DI
TAUHEED QURAN MAJEED KI ROSHNI MEIN
Part- 2
YOUSUF ALIHIS SALAAM
Allah ta'ala ko chood kar jinki tum bandagi kar rahe ho wo iske siwa kuch nahi hai k bas chandd naam hai jo tumne aur tumhare aabaa wa ajdaad ne rakh liye hai Allah ta'ala ne unke liye koi sanad nazil nahi ki"._
(Surah Yousuf Surah no. 12 Ayat no. 40)

☁ISA ALIHIS SALAAM☁
"Haqeeqat ye hai k Allah ta'ala mera bhi rabb hai aur tumhara bhi rabb hai lihaza usi ki tum ibadat karo yahi seedha raasta hai"._
(Surah Zukhruf Surah no. 43 Ayat no. 64)

MOHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM
"Ae Muhammad (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) keh dijiye mein to bas khabardaar karne wala hu k koi haqeeqi mabood nahi magar Allah ta'ala k alawa, jo yakta (akela) hai, sab par gaalib, aasmano aur zameen ka malik aur un saari cheezo ka malik jo unke darmiyaan hai wo zabardast bhi hai aur bakshne wala bhi"._
(Surah Saad Surah no. 38 Ayat no. 65, 66)

DIGAR TAMAAM AMBIYA E KIRAAM AUR RASOOL
"Humne tumse pehle jo rasool bhi bheja hai usko yahi "wahi" ki hai k mere siwa koi ila (mabood) nahi pas tum loog meri hi bandagi karo"._
(Surah Ambiya Surah no. 21 Ayat no. 25)

KISI NABI NE ALLAH TA'ALA KI SIWA APNI YA KISI DOOSRE KI BANDAGI KI DAAWAT NAHI DI
"Kisi insaan ka ye kaam nahi k Allah ta'ala use kitaab aur nabuwat ata farmaye aur wo loogo se kahe k Allah ta'ala ki bajaye tum mere bande ban jao wo to yahi kahega sacchey rabbani bano jesa k uski kitab ki taleem ka taqaaza hai jise tum padhte aur padhaate ho"._
(Surah Ale Imran Surah no. 3 Ayat no. 79)
"Kisi insaan ka ye kaam nahi k Allah ta'ala use kitaab aur nabuwat ata farmaye aur wo loogo se kahe k Allah ta'ala ki bajaye tum mere bande ban jao wo to yahi kahega sacchey rabbani bano jesa k uski kitab ki taleem ka taqaaza hai jise tum padhte aur padhaate ho"._
(Surah Ale Imran Surah no. 3 Ayat no. 79)
TAMAAM AMBIYA E KIRAAM AUR RASOOLO NE SAB SE PEHLE APNI APNI UMMATO KO AQEEDAH E TAUHEED KI DAWAT DI
No comments:
Post a Comment