Namaz ME PAdhi JAne Wali Duayein,
Namaz Se Joodi Masail Ki JAnkari Ke Liye Cick Kijiye.
Jaan bujh kar (amadan) wajibaat maise koi wajib chhodne par namaaz baatil ho jayegi, aur agar bhool kar choot jaye toh sajdah sahoo karle aur iski namaz dusrust hogi aur wo kul aanth(8) hai
Takbeer-e-Tehrima (rukun) ke alaawa baqia takbeerat-e-namaaz waajib hai
Sahih al Bukhari, 733
Munfard aur Imaam ke haq me "سمع الله لمن حمده" "sami allahu-liman hamida" kahna waajib hai
(Sahih Muslim : as-salah baab at-tasmi wa at-tahmeed wa ta'ameen)
Rabbana wa laka’l-hamd kahna
Ruku mei kam-az-kam ek baar " سبحان رببى العظيم" "subhaana rabbi al-azeem" ya iske alawa jo duaein masnoon hai, kahna wajib hai
Sunan Abu Dawood, 868
Sunan Ibn Majah 887
Sajde mei kam-az-kam ek baar "سبحان رببى الاعلى" "subhaana rabbi al-aala" ya iske alawa jo duaein masnoon hai kahna waajib hai
Sunan Abu Dawood 769
Sunan Ibn Majah 778
Dono sajdoun ke darmiyaan “Rabb ighfir li" dua padhni wajib hai
Sahih Muslim, az-zikru wad-dua'a, baab fazal at-tahleel wa tasbeeh
Sunan Abu Dawood 858
Tashahhud awwal ke liye baithna waajib hai
Sahih al Bukhari, 1224
Tashahhud awwal "اتتحيات لله وصصلوات " " attahiyatu lillahi was-salawatu......" padhna waajib hai
Sahih al Bukhari 830.
I every time spent my half an hour to read this website's posts
ReplyDeletedaily along with a mug of coffee.