TAUHEED KE MASAIL
TAUHEED QURAN MAJEED KI ROSHNI MEIN
Part- 1
ALLAH TA'ALA KHUD TAUHEED KI GAWAHI DETA HAI
Allah ta'ala ne khud shahadat di hai k uske siwa koi ila (mabood) nahi neez farishte aur ilm wale loog jo insaaf par qayim hai wo bhi (yahi shahadat dete hai) waqaye is zabardast aur hakeem k alawa koi ila (mabood) nahi hai"._
(Surah Ale Imran Surah no. 3 Ayat no. 18)

*QURAN MAJEED NE LOOGO KO SIRF EK ALLAH TA'ALA KI IBADAT AUR BANDAGI KI DAAWAT DI HAI
_"Loogo! tumhara ila (mabood) to bas ek hi hai uske siwa koi ila (mabood) nahi wo bada meharbaan aur nihayat raham karne wala hai"._
(Surah Baqarah Surah no. 2 Ayat no. 163)
_"Loogo! tumhara ila (mabood) to bas ek hi hai uske siwa koi ila (mabood) nahi wo bada meharbaan aur nihayat raham karne wala hai"._
(Surah Baqarah Surah no. 2 Ayat no. 163)
_"Allah ta'ala k siwa kisi doosre ila (mabood) ko na pukaaro uske siwa koi ila (mabood) nahi uski zaat k siwa har cheez halaak hone wali hai, usi ka hukm hai aur usi ki taraf tum sab paltaaye jane wale ho"._
(Surah Qasas Surah no. 28 Ayat no. 88)
(Surah Qasas Surah no. 28 Ayat no. 88)
_"Uske siwa koi ila (mabood) nahi wahi zindagi ata karta hai wahi maut deta hai wo tumhara bhi rabb hai tumhare aabaa wa ajdaad jo guzar chukey unka bhi rabb hai"._
(Surah Dukhaan Surah no. 44 Ayat no. 8)
(Surah Dukhaan Surah no. 44 Ayat no. 8)
↪TO BE CONTINUED IN SHA ALLAAH.
No comments:
Post a Comment