find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Dost Kiske Liye Aur KAisi Bnayi JAye?

 Momeen Kaun,Kamyab Kaun?

Hadees: Hazrat Anas raziyallahu 'anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Imaan ki halaawat usi ko naseeb hogi jis mein teen baatein payi jaayeingi. Ek ye ke Allah Ta'ala aur uske Rasool ki Mohabbat us ke dil mein sabse zyaada ho. Doosre ye ki jis shakhs se bhi mohabbat ho sirf Allah Ta'ala hi keliye ho. Teesre ye ke Imaan ke baad kufr ki taraf palatne se usko itni nafrat aur aisi azziat  ho jaisi ki aag mein daale jaane se hoti hai. (Bukhari: 16)
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS