#Munafiq_ki_nishaaniyan:
حَدَّثَنَا سُلَيْمَانُ أَبُو الرَّبِيعِ، قَالَ: حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ بْنُ جَعْفَرٍ، قَالَ: حَدَّثَنَانَافِعُ بْنُ مَالِكِ بْنِ أَبِي عَامِرٍ أَبُو سُهَيْلٍ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: آيَةُ الْمُنَافِقِ ثَلَاثٌ : إِذَا حَدَّثَ كَذَبَ، وَإِذَا وَعَدَ أَخْلَفَ، وَإِذَا اؤْتُمِنَ خَانَ
*Tarjumah:* Hum se Sulaiman Abur Rabee’ ne bayan kiya, un se Ismail bin Ja’far ne, un se Nafe’ bin Malik bin Abi Amir Abu Suhail ne, woh apne baap se, woh Abu Hurairah Radhiallahu Anhu se riwayat karte hain, woh Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam se naql karte hain ke Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya, munafiq ki alamatein teen hain. Jab baat kare jhoot bole, jab wa’da kare us ke khilaaf kare aur jab us ko ameen banaaya jaaye to khayanat kare.
*(Sahih Bukhari: 33)*
#Munafiq
#Nifaaq
#Jhoot
#Jhoot_bolna
#Wada_khilaafi_karna
#khayanat
#Khayanat_karna
#amanat_mein_khayanat
🌹Please Share with Our Muslims Brother and Sister.🌹
-------------------
Munafiq ki qisme
ReplyDelete