find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Sunnat ki Maujoodgi me Raye ki Haisiyat.

Sunnat Ki Maujoodgi Me Emam Ki Itteba KArna KAisa HAi?

1) Sunat RasoolAllah Salallah alaihe waslam pe Amal Karne k Bajae Apni Marzi Pe Amal karna ziada sawab hasal karne ki khuaish pe Huzur salallah alaihe waslam Narazgi ka Izhar Frmaya he:
`
Hazrat Ins razi Allah anhu Farmate hn k 3 Sahabi razi Allah anhu, Nabi Akram salallah alahe waslam k Azwaj e Mutaharat razi Allah anhu (yani Huzur K Harman) k pas Hazir hue
or Nabi Akram salallah alaihe waslam ki Ibadat k bare me sawal kia
or jb unhe bataya gaya k Inhone Huzur salallah alaihe waslam k ibadat ko kam samjha or Apas me kaha k
Nabi Akram salallah alahe waslam k Muqable me Hamari kia Haisiat he.
Huzur Akram salallah alahe waslam jinke to Allah Ta'ala sb agle Pichle Gunah Muaf kr die hn
(is lie hamko ibadat karni chaye)
phr un me se ak ne kaha, " Me Hamesha Sari Rat Namaz padhta rahunga (or aram nh kruga)
2re ne Kaha, "
Me Hamesha Roza Rakhuga or Kabi B Tark nh karuga.
3re Ne Kaha,
" Me Aurat se juda Rahuga or Kabi Nikah nh karuga."
jb RasoolAllah salallah alaihe waslam ko is bt ki khabar hui to Un Asahabiyo se pucha,
" kia Tum Ase Ase Kaha he?"
(unhone iqrar krne pe) Huzrur salallah alaihe waslam ne frmaya,
"Khabardar !
Allah ki Kasam Me Tum sabhi se ziada Allah se Darne wala hun
or Tum Sabhi se ziada ParhezGar hun,
Lekn Me Roza rakhta b hun, Tark b Krta hun,
Rat Ko Uth k ibadat karta b hu or Aram b karta hn
or Mene Aurato se Nikah b kie hai
( yad Rakho!)
Jisne Meri Sunat se mun fera uska Mujh se koi b wasta nh he "
(Sahi Bukhari)
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS