KYA MURDEY AUR QABAR WALE SUN SAKTE HAI?
zinda aur murdey barabar nahi ho sakte Allah taa'ala jisko chahta hai suna deta hai aur AAP in logo ko nahi suna sakte jo Qabron me hain.
SURAH AR-RUM:52
Jab Nabi Sal Allahu alaihi wasallam murdon ko nahi suna sakte to hum kaun hote hain Qabar/Mazar walo ko apni hajat rawai ke liye pukarne wale??
SURAH FATIR 22
Tum par murdar(Baha hua) khoon aur suwar (pig) ka gosht aur har woh cheez jis par ALLAH ke siwa dusro ka naam pukara gaya ho Haram hai.
SURAH BAQRAH:173 AUR SURAH NAHAL 115
Hazrat Ayisha (ra.) Se rewayat hai ki RASOOL ALLAH SWS ne farmaya -Maine Jahannum ko dekha ki uska ek hissa dusre hisse ko gira raha hai aur maine (Amar ko dekha ki woh apni aanton ko ghaseet raha hai) aur amar pehla woh shakhs tha jisne Allah ke naam ke elawa kisi aur ke naam par janwar azad karne ki rasam nikali thi
BUKHARI-KITAB UL TAFSEER
NOTE:::
Maloom hua ki humko har qism ki Niyaz bhi sirf ALLAH ke naam ki deni chahiye na ki (11vi wali /sarkar) Sheikh abdul qadir jilani (rh.) Ke naam par kyo ki yeh niyaz dena bhi ibadat hai jo sirf Allah ke sath khaas hai !!!

Allah raabul izzat hum sabko seedhe raste par chalne ki taufiq den aur QURAN O SUNNAT par amal karne wala banaye ameen
JAZAKALLAHU KHAIRAN KASEERAN
PLEASE SHARE THIS POST
NEKI AUR SAWAB KE LIYE
JAZAKALLAHU KHAIRAN KASEERAN
PLEASE SHARE THIS POST
NEKI AUR SAWAB KE LIYE
No comments:
Post a Comment