As salamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh
Bismillah hir rehma nir raheem
AL-QURAN
Ae emaan walo Allah se daro aur uska qurb talash karo aur us ki raah me jihad karo taki tum kamiyab ho

Yakeen jano ki jin logo ne qufr kiya agar unke qabze mein woh sab kuch aa jaye jo dharti par maujood hai utna hi aur bhi unhe hasil ho jaye aur woh qiyamat ke din azab se bachne ke liye yeh sab kuch fidyah mein dena chahe tab bhi woh unse qubul nahi kiya jayega aur unhe dukhdayi azab bhugatna hoga
woh chahenge ki aag se bahar nikal jaye lekin woh usse bahar kabhi nahi nikal sakenge unke liye kayam rehne wala azab hoga
aur chor mard ho ya aurat dono ke hath kaat do yeh unki kamai ka badla aur Allah ki taraf se ibtarnak saza hai aur Allah ghalib aur hiqmat wala hai
Phir jis kisi ne zulm karne ke baad tauba kar li aur apni islaah kar li to Allah uski tauba zarur kubul karenge Allah muaf karne wala Rahem karne wala hai
Kya tum jante ho ki aasmano aur zameen ki baadshahat Allah hi ke liye hai woh jise chahe azab den jise chahe bakhsh den Allah har chiz par Qadir hai
SURAH AL MAIDAH AYET NUM 35 :::40

Maaha Allah
ReplyDelete