Gunah Se Bachnaye Ke Liye Nikah Karne Walay Ki Fazeelath.
Assalamualaikum.
_حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ، حَدَّثَنَا اللَّيْثُ، عَنْ ابْنِ عَجْلَانَ، عَنْ سَعِيدٍ الْمَقْبُرِيِّ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: ثَلَاثَةٌ حَقٌّ عَلَى اللَّهِ عَوْنُهُمْ: الْمُجَاهِدُ فِي سَبِيلِ اللَّهِ، وَالْمُكَاتَبُ الَّذِي يُرِيدُ الْأَدَاءَ، وَالنَّاكِحُ الَّذِي يُرِيدُ الْعَفَافَ ، قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ._*
Tarjuma
_Abu Huraira Radhi Allaah Anhu Se Riwayat Hai Ke :-_
*_Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaye :-_*
_Teen(3) Kisam Ke Log' Ki Madad Karna Allaah Ke Zimmaye Haqq Hai;_
_1⃣ Allaah Ki Raah Mein Jihad Karne Wala._
_2⃣ Wo Gulam Jisne Apne Malik Se Azaadi Ka Muhaida Kar Rakha Hai Aur Uski Neeyat Muhaida Pura Karne Ki Hai._
3⃣ *_Aur Teesra Nikah Karne Wala Jo HaramKari Se Bachnaye Ke Liye Nikah Karien._*
{{Jamai-E-Tirmizi :- 1655/Hasan}}

No comments:
Post a Comment