Musalman ki madad karne ki fazilat
Rasool-Allah ﷺ ne farmaya Jo shaksh apne bhai ki zarurat puri kare Allah subhanahu uski zarurat puri karega. Jo shaksh kisi musalman ki ek museebat ko dur kare Allah taala uski Qayamat ki museebaton mein se ek badi museebat ko dur farmayega, aur jo shaksh kisi musalman ke Aib ko chupaye to Allah taala Qayamat mein uskey aib ko chupayega.
📘Sahih Bukhari,Vol.3, 2442
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar main kisi musalman bhai ke Sath uski zarurat puri karne ke liye chalu to ye mujhe iss Masjid (Masjid e Nabwi) mein ek mahina Eitkaf mein baithne se zyada Mehboob hai.
📘Al-Slisila-As-Sahiha #209-Part 2
▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare.
JazakAllah Khaira Kaseera
Assalamu alaikum Mera kar do 2akh rupaye hai please meri madad karo
ReplyDeleteplease mairi madad k lian agay barho may bohot paraishan hon mairi age b ziada hay koi job b nahi milti aur na he koi experience hay is waja say may bohot parashan hon ghar may rashan tak khatam hogia hay please aap nahi karsaktay koi baat nahi kisi aur ko mairi request daydain shukria k elava aur kuch nahi mairay pas.
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeleteJbb
ReplyDeleteJavaid khan
ReplyDelete