find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Jahannum Me Jane Se Panah Maango.

Jahannum Me Jane Se Bacho.
Adi bin Hatim raziyallahu anhu ne kaha ke:
Nabi (ﷺ) ne farmaya: jahañnam se bacho,phir aap ne chehrah pehr liya,phir farmaya ke jahañnam se bacho aur uske baad chehrah mubarak pehr liya,phir farmaya jahañnam se bacho - tiin martaba Aap (ﷺ) ne aise hi kiya - ham ne is se ye khayaal kiya ke Aap jahañnam deykh rahe hain - phir farmaya ke jahañnam se bacho chahe khajoor ke ek tukde hi ke zarye hosaka aur jise ye bhi na mile to ose (logo me) kisi acchi baat kehne ke zarye se hi (jahañnam se) bachne ki kosish karni chahiye.

English
Narrated `Adi bin Hatim:
The Prophet (ﷺ) said, "Protect yourself from the Fire." He then turned his face aside (as if he were looking at it) and said again, "Protect yourself from the Fire," and then turned his face aside (as if he were looking at it), and he said so for the third time till we thought he was looking at it. He then said, "Protect yourselves from the Fire, even if with one half of a date and he who hasn't got even this, (should do so) by (saying) a good, pleasant word.'
[ Sahih al-Bukhari: 6540 ]

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS