find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Husn Akhlaq Kaisi Ho?

Character Kaisi Ho?

ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
حَدَّثَنَا هَنَّادٌ، حَدَّثَنَا عَبْدَةُ، عَنْ هِشَامِ بْنِ عُرْوَةَ، عَنْ مُوسَى بْنِ عُقْبَةَ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرٍو الْأَوْدِيِّ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ مَسْعُودٍ، قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏    أَلَا أُخْبِرُكُمْ بِمَنْ يَحْرُمُ عَلَى النَّارِ ؟ أَوْ بِمَنْ تَحْرُمُ عَلَيْهِ النَّارُ ؟ عَلَى كُلِّ قَرِيبٍ هَيِّنٍ سَهْلٍ   ،‏‏‏‏ قَالَ أَبُو عِيسَى:‏‏‏‏ هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ غَرِيبٌ.
Nabi-E-Akram kareem ne farmaya: kya main tumhe aise logon ki khabar nah dun jo jahannum ki aag par ya jahannum ki aag un par haram hai? jahannum ki aag logon ke qareeb rehne walay, aasani karne walay, aur naram Akhlaq walay par haraam hai.
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کیا میں تمہیں ایسے لوگوں کی خبر نہ دوں جو جہنم کی آگ پر یا جہنم کی آگ ان پر حرام ہے؟ جہنم کی آگ لوگوں کے قریب رہنے والے، آسانی کرنے والے، اور نرم اخلاق والے پر حرام ہے۔
The Prophet said: Shall I not inform you of whom the Fire is unlawful and he is unlawful for the Fire? Every person who is near(to people), amicable, and easy(to deal with).
Wazahat:* yani jo apne husn akhlaq aur husn muamley se logo ke dilon mein aur duniyawi muamlat mein dusron ke saath asani, narmi, tawaze, aur khush khalaq tarz apnane wala hai, iske liye jahannum ki aag haraam hai. Ek hadees mein Nabi kareem ﷺ ne farmaya: *qayamat ke din bande ke mizaan (tarazu) mein sab se bhari chiz husn akhlaq hoga* [Tirmidhi: 2002].
Jamiat Tirmidhi: jild 4, kitab sifat Al Qiyamah wa ar riqaq wa al wara 37, hadith no. 2488  Grade: Hasan
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS