find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Jazak Allahu Khair Ka Jwab Kya De?

بسْــــــــــــــمِﷲِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
  Jazak Allahu Khairan - Allah Aap Ko Achcha Sila Ata Farmaye
Jazak Allahu Khairan - May Allah Reward You In Goodness
Usamah Bin Zaid Radi Allahu Anhu Se Riwayat Hai Ki RasoolAllah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ne Farmaya
"Agar Kisi Ke Saath Koyi Neki Ka Suluq Kiya Gaya  Aur Usne Neki Karne Wale Se Kaha  جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا - *Jazak Allahu Khairan* ( Allah Aap Ko Acha Sila Ata Farmaye),  To Usne Uski Puri Tarif Kar Di."
📚Jamia Tirimizi, Jild 1, : 2101 Hasan

Umar ibn Khattaab Radi Allahu Anhu Ne Farmaya
Agar Logo Ko Jazak Allahu Khairan Kahne Ka Sawab Malom Hojaye To Wo Ek Dusre Ko Ye Bahut Ziyada Kahne Lag Jayenge.
📚Musannaf Ibn Abi Shaybah, : 26519

Ek Baar Usaid Bin Haider Radi Allahu Anhu Ne Rasool-Allah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Se Farmaya

" Ya RasoolAllah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм  جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا Jazak Allahu Khairan (Allah Aap Ko Acha Sila Ata Farmaye) To Unke Jawab Mein Rasool-Allah ﷺ Ne Farmaya - وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ اللَّهُ خَيْرًا - *Wa Antum Fa Jazakum Allahu Khairan* (Aur Aap Ko Bhi, Allah Acha Sila Ata Farmaye).

*📚Sahih Ibn Hibban, 7436 Hasan
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu Se Riwayat Hai Ki Rasoollallah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ne Farmaya:-_

Wo Allah Ka Shukr Ghuzar Nahi Ho Sakta Jo Bando Ka Shukr Guzar Na Ho.

*📚Sunan Abu Dawud, Vol 3, : 1383 (Sahih)
___________________________________
ENGLISH TRANSLATION
Narrated By Usamah Bin Zaid Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Said:
"Whoever Some Good Was Done To Him, And He Says: جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا - *Jazak Allahu Khairan*  (May Allah Reward You In Goodness) Then He Has Done The Most That He Can Of Praise."

*📚Jamia Tirimizi, Book 1, Hadith : 2035 Hasan
Umar ibn Khattaab Radi Alahu Anhu Said
" If One Of You Knew What Is The Reward Of Saying To His Brother, *Jazak Allahu khayran,* You Would Say It a Great Deal To One Another."
📚Musannaf Ibn Abi Shaybah, : 26519

Once Usaid Bin Haider Radi Allahu Anhu Said To The Rasool-Allah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм:-_

" Ya RasoolAllah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا Jazak Allahu Khairan (May Allah Reward You In Goodness), RasoolAllah  ﷺ  Replied To Him.
وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ اللَّهُ خَيْرًا
Wa antum Fa Jazakum Allahu Khairan (And You Too, May Allah Reward You Too With Good).

📚Sahih Ibn Hibban : 7436 Hasan

Narrated By Abu Hurairah Radi Allahu Anhu The Prophet (peace_be_upon_him) Said:
"He Does Not Thank Allah Who Does Not Thank People."
📚Sunan Abu Dawud, Book 41, Number : 4793 (Sahih)

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS