Jabir raziyallahu anhu ne kaha ke
Rasullulah (ﷺ) ne qabar par koch (bhi) likhne se mana kiya hai.
English
It was narrated that Jabir said:
“The Messenger of Allah (ﷺ) forbade writing anything on graves.”
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Sunan Ibn Majah: 1563 ]
Note: Qabar par likhne se muraad kutbe hai jo loog qabar par lagate hain,jisme maiyyat ki tareeq wafaat aur ausaaf wa fazayel darj hote hain,ya Qur'an e majeed ki ayaten likhna hai kyon ke kabhi kabhi jaanwar is par Peshaab pakhana wagerah kardete hain jis se in cheezon ki tauhiin (be adbi) hoti hai -
No comments:
Post a Comment