find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Talbiya Kahne Wale ke Sath Sab Pathhar, Darakht Bhi Talbiya Kahte Hai.

*Bismillahirrahmanirrahim*

*💐 Hadith: Talbiya kahne wale ke saath Sab paththar, Darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain💐*
--------------------------------------------
✦ *Sahl bin Sad As-Saidi Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jab Talbiya kahne wala Talbiya kahta hai to uske daye ( right side) aur baye (left side) zameen ke dono kinaro tak sab paththar, Darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain*🌈🌹
📗Sunan Ibn Majah, Vol 2 , # 1078 (Hasan)
-------------------------------------------
✦ *Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka*
-------------------------------------------
✦ *Urdu Translation of Talbiyah:

Hazir hu main teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main teri khidmat mein, Hazir hu mein koi sharik nahi tera beshaq sab taarif aur naimat tere liye hi hai aur mulk tera hi hai Aur tera koi sharik nahi*
📘Sahih Muslim, Vol 3, 2811

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS