*```بسْــــــــــــــمِﷲِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم*```
*HADEES -E- NABAWI Sαℓℓαℓℓαнυ Aℓαyнє Wαѕαℓℓαм*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
* Hazrat Abu Said Khudri r.a. Se Riwayat Hai:- Unho Rasool ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Se
Suna Aap Farma Rahe The:*
*”Jab Koi Banda Musalman Ho Jata Hay, Fir Islam Par Achchi Tarh
Kar Band Rahta Hai To Allah Tala Uske Tamam Gunahon Ko Maaf Kardete Hain.*
*Jo Islam Laane
Se Pahle Kiye The. Aur Iske Baad Qasaas Ka Usool Chalta Hai. Ke Ek Neki Ke Badla Das (10)
Gunah Se Lekar Saat Sao(700) Gunah Tak Diya Jaata Hay. Aur Burai Ka Badla To Burai Ke Mutabik Hi Diya Jaata Hay. Magar Ye Allah Tala Isse Darguzar Farmaye.”*
*Sahih Al-Bukhari Baab Aadmi Ke Islam Ke Khubi Vol : 1, Book : 2, Hadith : 41*
___________________________________
___________________________________
*Hazrat Abu Huraira r.a. Se Riwayat Hai, Unhone Kaha: Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ne Farmaya:-*
*”Jab Tum Me Se Koi Apne Islam Ko Achcha Kare To Har Achchai Jis Ko
Bajaa Lega, Das(10) Guhan Se Saat Sao(700) Gunah Tak Likhi Jaaygi Aur Har Wo Bura Kaam Jo
Karta Hay Wo Utna Hi Likha Jaayga (Jitna Usne Kiya Hai).”*
*Sahih Al-Bukhari Baab Aadmi Ke Islam Ke Khubi Vol : 1, Book : 2, Hadith : 42*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
No comments:
Post a Comment