‼Topic Number : 166‼
*☘ 4 DIN TAK QURBANI KI DALEEL QURAN MAJEED KI ROSHNI ME☘*
*Part : 4*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*فَإِنَّ خَيْرَ الْحَدِيثِ كِتَابُ اللَّهِ وَخَيْرُ الْهُدَى هُدَى مُحَمَّدٍ ﷺ*
*_As salamu Alekum..._*
*⛔ Tafseer Hanfi Ulma Se Bhe...*
*7⃣ TAFSEER E MADARIK ye AHNAAF ki MASH’HOOR TAREEN TAFSEER hai* iske MUSANNIF hain *ABUL BARKAAT ABDULLAH BIN AHMAD BIN MAHMOOD AN NASFI RH* Sure Baqra Aayat 203 Ki TAFSEER me likhte hain :-
*واذكروا الله فِى أَيَّامٍ معدودات هي أيام التشريق*
*Ki AUR ALLAH ko YAAD karo AIYAAMIM MA’DOODAT me Ya’ni AIYAAM E TASHREEQ me...*
_📚TAFSEER UN NASFI JILD 1 SAFA 173_
*📜Sacn Page 🔻*
https://drive.google.com/file/d/11ukP_pV_8lKYrgWkNgpV8crEa8ryNcQB/view?usp=drivesdk
*⛔ Ijma Hai K...🔻*
*IMAM FAKHRUDDEEN AR RAAZI RH farmate hain...*
*وَأَجْمَعَتِ الْأُمَّةُ عَلَى أَنَّ هَذَا الْحُكْمَ إِنَّمَا ثَبَتَ فِي أَيَّامِ مِنًى وَهِيَ أَيَّامُ التَّشْرِيقِ، فَعَلِمْنَا أَنَّ الْأَيَّامَ الْمَعْدُودَاتِ هِيَ أَيَّامُ التَّشْرِيقِ*
*Ki aur UMMAT ne is BAAT par IJMAA kar liya hai ki ye HUKM AIYAAM E MINAA ke liye SAABIT hai aur wo AIYAAM E TASHREEQ hai.pass hum JAAN gaye ki AIYAAM E MA’DOODAT se AIYAAM E TASHREEQ MURAD hai...*
_📚TAFSEER AR RAAZI JILD 5 SAFA 208_
*To Be Continue...*
____________________________________
*📢FORWARD TO ALL & GET SAWAB E JARIYA 📢*
_________________________________
*
No comments:
Post a Comment