Chaar din tak Qurbani ke Dalail.
‼Topic Number : 166‼
*☘ 4 DIN TAK QURBANI KI DALEEL QURAN MAJEED KI ROSHNI ME☘*
*Part : 7/7*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*فَإِنَّ خَيْرَ الْحَدِيثِ كِتَابُ اللَّهِ وَخَيْرُ الْهُدَى هُدَى مُحَمَّدٍ ﷺ*
*_As salamu Alekum..._*
*⛔ Mohaddaseen Se Dalayal:-*
*1⃣ Imam Munzir r.a mustafa 319 :-*
_Aap ne kaha Qurbani k din Eid ka din aur iske baad teen Din hai._
Al-Qena Al Ibul Munzir : 376
*2⃣ Imam Bahqe Mutwafa 458:-*
_Aap ne kaha " Suleman bin musa ( 4 din Qurbani wale Hadees ) zeyda munasib h iske mutabeeq mokif apnaya jaye._
* Bahqe : 501/9*
*3⃣ Imam Abul Hasan Al Wahdi mutwafa 468:-*
Aap ne kaha "Qurbani ka waqt eid k din se lekar Aayam e Tashrik k Akhri Din tak h.
Tafseer Al wase Al Wahdi : 268/3
*4⃣ Imam Nawe mutwafa 676 :-*
_Qurbani ka waqt Ayam e Tashrik Ka Akhri din Suraj Guru hote he khtam hoga._
*Rozatul-bain Nawe : 668/2*
*5⃣ Shaikhul Islam Ibne Taymiya mutwafa 728 :-*
Aap ne kaha Qurbani k Akhri waqt Tashrik Ka Akhri Din hai.
_Fatwa Al-Qubra Ibne Taymiya: 384/5_
*6⃣ Imam Ibne Qayom mutwfa 751:-*
Imam sab ne nabi ﷺ ki hadees tabyee aur imam Shafaye ka hawala dete huwe 4 din ka mokif Ikhteyar kiya h.
_ Za'adal Miyad : 291/2_
*7⃣ Imam ibne Kaseer Mutwafa 774:-*
Aap kehte hai *"Is selsele m Raje kol Imam Shafe ka mazhab hai aur wo ye k Qurbani ka waqt eid k din se lekar Ayyam Tashrik k Akhri din tak hai.
_Tafseer Ibne Kaseer: 561/1_
*8⃣Imam Shokani r.a mutwafa 1250:-*
4 din Qurbani wal Mokif Raje (zeyda saheh ) hai.kun k is selsele m hadees Ahadees ek dusre se mil kar kawe ho jate h.
_Nil Avatar : 139/5_
* Akhir m Allah tala se duwa h k Shaikh Kifatayatullah Sanabali par rehmat wa barkat nazeel faramaye ye unhe ki tahqeeq se post banaye gaye the. Allah tala ham Sab ki Qurbani ko kabool kare Aameen.*
____________________________________
Any Objection or Any Suggestion please massage 8055464888
FORWARD TO ALL & GET SAWAB E JARIYA
No comments:
Post a Comment