find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Takbeer ki Fazilat. (EID KE DIN KAUNSI DUA PADHI JATI HAI?)

*💠💠💠 ❇ ﷽ ❇ 💠💠💠*

      *✳ TAKBIR KI FAZILAT ! ✳*

*الله أكبر الله أكبر الله أكبر لا إله الا الله*
*الله أكبر  الله أكبر و لله الحمد*
*--------------------------------------*
✦ *Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar*
✦ *La ilaha illAllah*
✦ *Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd*
*---------------------------------------*
*Roman Translation :- Allah bohot bada hai, Allah bohot bada hai, Allah bohot bada hai, Allah ke siwa koi ma'bood nahi aur Allah bohot bada hai, Allah bohot bada hai, Aur Allah hi ke liye tamaam ta'reefen hai.*

*English Translation :- Allah is Great, Allah is Great, Allah is great, there is no God, but Allah, Allah is great, Allah is great, to Him belongs all Praise.*

*_✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi takbir kahne wala  takbir kahta hai to usko khushkhabri di jati hai , logo ne pucha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya jannat ki (khushkhabri di jati hai) Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ji haan -_*

*📚{Al-Silsila-As-Sahiha-1569}*
*📚{ Tabrani : 7987-Hasan }*

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS