*🍂🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂*
*🔅 🔆 Aaj ki pyari ayat ! 🔆 🔅*
*☀ [09-08-2018 | 26-11-1439] 🌙*
*أُحِلَّ لَكُمْ لَيْلَةَ الصِّيَامِ الرَّفَثُ إِلَىٰ نِسَائِكُمْ هُنَّ لِبَاسٌ لَّكُمْ وَأَنتُمْ لِبَاسٌ لَّهُنَّ عَلِمَ اللَّهُ أَنَّكُمْ كُنتُمْ تَخْتَانُونَ أَنفُسَكُمْ فَتَابَ عَلَيْكُمْ وَعَفَا عَنكُمْ فَالْآنَ بَاشِرُوهُنَّ وَابْتَغُوا مَا كَتَبَ اللَّهُ لَكُمْ وَكُلُوا وَاشْرَبُوا حَتَّىٰ يَتَبَيَّنَ لَكُمُ الْخَيْطُ الْأَبْيَضُ مِنَ الْخَيْطِ الْأَسْوَدِ مِنَ الْفَجْرِ ثُمَّ أَتِمُّوا الصِّيَامَ إِلَى اللَّيْلِ وَلَا تُبَاشِرُوهُنَّ وَأَنتُمْ عَاكِفُونَ فِي الْمَسَاجِدِ تِلْكَ حُدُودُ اللَّهِ فَلَا تَقْرَبُوهَا كَذَٰلِكَ يُبَيِّنُ اللَّهُ آيَاتِهِ لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمْ يَتَّقُونَ*
*It is made lawful to you to go into your wives on the night of the fast; they are an apparel for you and you are an apparel for them; Allah knew that you acted unfaithfully to yourselves, so He has turned to you (mercifully) and removed from you (this burden); so now be in contact with them and seek what Allah has ordained for you, and eat and drink until the whiteness of the day becomes distinct from the blackness of the night at dawn, then complete the fast till night, and have not contact with them while you keep to the mosques; these are the limits of Allah, so do not go near them. Thus does Allah make clear His communications for men that they may guard (against evil).*
*Roman Urdu*
*roze ki raato mein apni biwiyo se milna tumhaare liye halaal kiya gaya, wo tumhaara libaas hai aur tum un ke libaas ho, tumhari poshida qayaanato ka Allah ta'ala ko ilm hai, us ne tumhaari tauba qubool farma kar tum se dar guzar farma liya, ab tumhe un se mubaashirath ki aur Allah ta'ala ki likhi hoyi cheez ko talaash karne ki ijaazath hai, tum khaate pite raho yaha tak ke subah ka safedh dhaaga, siyaah dhaage se zaaher ho jaaye, phir raat tak roze ko pura karo, aur aurto se us waqth mubaashirath na karo jab tum Masjido mein etekaaf mein ho, ye Allah ta'ala ki hudoodh hai, tum in ke qareeb bhi na jaao, isi tarah Allah ta'ala apni aayate logo ke liye bayaan farmaata hai, ta ke wo bache*
*(Quran -Surah Al-Baqara, Verse 187)*
---------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment