find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Kutte Palne ki Haqeeqat, (kutta Palna Kya Jayez Hai?)

kya Kutta Ghar Me Rakh Sakte Hai Apni Hifajat ke Liye?

ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
        السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ    
Hadith : uske sawab mein se har roz 2 Qirat (bahut zyada) sawab kam kar diya jata hai
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne shikari kutte ya janwaro ki hifazat karne ke alawa koi aur kutta pala to uske sawab mein se har roz 2 Qirat (bahut zyada) sawab kam kar diya jata hai
Sahih Bukhari, Jild 6, 5481
Hadith : Allah subnahau ko lagne wali sabse napasandeeda baat
-----------------
Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanhu ko sabse napasandeeda (buri) baat ye lagti hai ki koi shakhs kisi se kahe ki Allah se daro aur wo kahne lage tu apni fikar kar.
Al SilSila As Sahiha, 2809
Al Baihiqi,601-Sahih
      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare 
JazakAllah  Khaira Kaseera
   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Share karey … Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala
Share:

1 comment:

  1. find most popular job site at fratres is online search engine in world.
    find your next job at fratres

    ReplyDelete

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS