find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Quran Padhne walo ki Shifa'at Qyamat ke Din.

*Bismillahirrahmanirrahim*

Quran Padhne ki Fazilat

-----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din sahib-e-Quran aayega to Quran apne RAB se arz karega ,YA Allah isko zeenat ata farma ( ya isko sanwar de) , phir usko ezzat ka taaj pahnaya jayega , phir wo (Quran) arz karega ya Allah isko aur zyada zeenat ata farma ( aur zyada sanwar de) , phir usko ezzat ka joda pahnaya jayega , phir wo (Quran ) arz karega Ya Allah is se razi ho ja to Allah subhanahu us (sahib e Quran) se razi ho jayega , phir us se kaha jayega ki padhta ja aur (darjat par) chadhta ja aur har aayat ke badle uski neikiya zyada ki jayegi
Jamia Tirmizi, Jild 2, 820-Hasan
-----

Share:

1 comment:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS