Shadi (Nikah) se mutalliq Kuch Aahadees👇👇
----------------------------------------------------------
Shadi se pahle Mangni (engagement) ki Rasam karna Sunnat se sabit nhi❌
--------------------------------------------------
👉Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai
📚 [Sahih al bukhari:2697]
Shadi Se pahle Haldi ya Maja ki Rasam krna Sunnat se sabit nhi.❌
--------------------------------------------------
👉 Deen me koi bhi nayi cheez Shamil karna biddat hai.
📚 *[Sahih al bukhari:2697]
Shaadi K Baad Shauhar Ka Naam Apney Naam K Saath Lagana jayez nahi hai.❌
=========================
👉RasoolALLAH ﷺ ne farmaya
"Jisney Apney Naam Ko Apney Waalid Ke Naam Ke Alawa Apney Naam Me Kisi Doosrey Ka Naam (Jo Uska Baap Nahi) Joda Us Par ALLAH Ki Or Farishto Ki Laanat Hai ."
📚 *[Ibn Maajah:2609]
*Ladki ka Nikah usKi Ijazat Ke Bina Na Kiya Jaye*❌
--------------------------------------------------
Mafhom-e-hadees:-
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
*kisi kuwari ladki ka nikah us waqt tak na kiya jaye jab tak us se ejazat na le li jaye,
Aur Kisi Bewa ( widow) Ka Nikah Us Waqt Tak Na Kiya Jaye Jab Tak Uska Hukm Maloom Na Karle.
Sahaba Ne Arz Kiya Ya RasoolAllah Sallallahu Alahiwa Sallam Ladki Ki Raza Mandi Kaise Maloom Ki Jaye?
Aap Sallallahu Alahiwa Sallam Ne Farmaya *Ladki Ki Khamoshi Uski Raza Mandi hai*
📚 *[Sahih Bukhari:#6968]
( *हर बात दलील के साथ)*
📱 Share ज़रूर करे (अल्लाह अज्र देगा)
No comments:
Post a Comment