Kya "Watan" Se Mohabbat Karna Eimaan Ka Hissa Hai?
Ye Hadees Mauzoo (Manghadat) Hai ❌❌❌
Allama Albaani رحمہ اللہ Ne Ise *Mauzoo (Manghadat)* Kaha Hai
(Silsila Ahaadees Zaeefa Wa Mauzooa)
Mohammad Bin Mohammad Gizzi: *Ye Hadees Nahin Hai*
(إتقان ما يحسن :١/٢٢٢)
Allama Zarqaani : *Main Is Hadees Ko Nahin Jaanta*
(مختصر المقاصد :٣٦١)
Imaam Al Wadaai : *Ye Hadees Aap صلی اللہ علیہ وسلم Se Saabit Nahin Hai*
(الفتاوى الحديثية :١/٥٦)
Allama Sakhaawi : *Main Is Hadees Se Waaqif Nahin*
(المقاصد الحسنة :٢١٨)
Imaam Siyooti : *Main Is Hadees Se Waaqif Nahin*
(الدرر المنثرة:٦٥)
Ibne Usaimeen : *Ye Mashhoor Hai Iski Koi Asal Nahin Hai*
(شرح النزهة لابن عثيمين :٥٥)
Rasoolullah ﷺ ne farmaya (mafhoom) " Jisne meri taraf jhooth mansoob kiya, wo jahannam me dakhil hoga."
(Sahi Muslim H# 1- 6 )
(Sahih Bukhari :109)
(Sahih Muslim :04)
Note:- Islam me Haq or Batil ki baat hai, Hme Haq ka Sath dena hai
( *हर बात दलील के साथ)*
नाइस
ReplyDeleteLekin tabhi bhi sahi hi hai
ReplyDeleteSo great
ReplyDelete