find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Allah ka Zikr Karne ki Fazilat.

Sabse acha Amal Kaun Sa hai?
BismillahirRahmanNirRaheem
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
                 *Mission Tauheed*
                 *Hisnul Muslim Series*            
                 *Part : 06*
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
🍃ZIKR KI FAZEELAT
Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya: Kya mein tumhen tumhare aamaal mein se behtereen (amal) ke bare na bataon,jo tumhare maalik ke nazdeek pakeezah tareen,tumhare darjaat mein buland tareen,tumhare liye sona chandi kharch karne se bhi behtar ke tum apne dushman se aamna saamna karo to tum un ki gardanen mardo aur woh tumhari gardanen mar den.Sahabah RADHIALLAH ANHUM ne kaya: Kyon Nahi! Aap SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:Allah Taalaa ka zikr

*📚 : [At-Tirmidhi 5/459, Ibn Maajah 2/1245. See Sahih Ibn Maajah 2/316 and Sahih At-Tirmidhi 3/139]*
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS