find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Yahudi Aur Musalman ke Roze Me farq.

Musalmano Aur Yahudiyo ke Roze Me kis Chij Ka Fark Hai?
*BISMILLAHIR RAHMANIR RAHIM*

Hadith: Hamare aur Ahal-e-Kitab ke Roze mein Sehri ke luqme ka farq hai.

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya hamare aur Ahal-e-Kitab (Yahud aur Nasara) ke Roze mein Sehri ke luqme ka farq hai.

*🔰Sahih Muslim - 2550*

Wazahat : Upar Bayan ki Gayi hadees se Wazeh Hota hai ki Musalmano ko chahiye ki wo Sehri Kar lein Kuch na kuch ya Kamse kam Pani Peeliya karein Kyunki Sehri Na Karna Ye Yahudiyon Aur Nasraniyon ka Tarika hai.
________________________

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS