Kya Alvida Juma Ke liye Khas Taiyari karna Quran-o-Hadees Se Sabit hai?
BISMILLAHIR RAHMANIR RAHIM*
------------------------------------------
*"Alvida juma" ka khaas Ehtamam karna Sabit nahi*❌
------------------------------------------
Aam Juma ki trah hi *isme bhi hame Ebadat karni hai, isme kuch khaas karna Sabit nahi.*
*Deen me koi bhi nayi cheez Shamil karna bidat hai*❌
Nabi {ﷺ} Ne Farmaya:-
--------------------
❌ *"Jisne Hamare is Deen Me Kuch Aisi Baat Shaamil Ki Jo Usme Nahi Thi To Wo Rad (Qabile Qubool nahi.) Hai".
📚(Sahih Bukhari :2697)
📚(Sahih Muslim :4492)
_______________________
No comments:
Post a Comment