find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Quran Padhkar Amal Karne wale log Kabhi Gumrah nahi Honge.

Jo Log Quran Padhte ho aur Uspe Amal karte ho Wah Kabhi Halak nahi hoga.
*BISMILLAHIR RAHMANIR RAHIM*

Mafhum e Hadith: Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga.

             MISSION TAUHEED
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Yaqeenan ye Quran Majid ek zariya ( rassi , seedhi ) hai jiska ek Sira Allah Subhanahu Ke hath mein aur dusra sira tumara haath main hai usay mazbuti se pakad lo (yani isko padho aur is par amal karo) kyunki aisa karne par tum kabhi bhi Gumrah aur halaq Nahi honge.

Al-Silsila-As-Sahiha -920*
-------------------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS