Quran Khawani Kar wana Kya Sunnat Se sabit hai?
Mayyt Dafan ke baad ke Kuch Aamal
-----------------------------------------
insan ki Maut (Death) ke bad usko 3 cheez kam Aati hai jisse usko Sawab milta rahta hai.
=========================
1) *"ilm" aisa de kar jaye jisse log fayda uthaye* (koi books, inventions etc. jisse log fayda uthaye)
👉2) *Sadqa* ( kuch bhi Sadqa kare ya Hospital, School etc Bnwaye)
👉3) *Nek Aulad* (beta, beti etc) jo uske liye dua kre.
📚 [Tirmizi:1376.]
➡ Qur'an Khawani karna kisi ki maut ke bad sunnat se sabit nahi.❌
--------------------------
▶ *Jub Allah ke Rasoolullah ﷺ Ki maut par kisi ne aisa na kiya, Na hi sahaba (r) ki maut pe to hum kyu kre.?
--------------------------------------------------
Ye krna isalm me 1 nayi ejad hai jiska karna "bidat" hai.
--------------------------------------------------
Rasool Allah ﷺ ne farmaya ki Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jo usme se nahi hai to wo Amal qubool nahi.
📚 [Sahih al bukhari:2697]
( हर बात दलील के साथ)
No comments:
Post a Comment