Musafir Ke Bare me Roza Rakhne ka Hukm.
*BISMILLAHIR RAHMANIR RAHIM*
--------------------------------------------------
koi "Safar" me hoto "Roza chorr" Sakta hai, Lekin Us Roze ko Usko Baad me Rakhna hoga.
--------------------------------------------------
Allah ne farmaya:-
Agar tum mein se koi mareez ho ya safar mein hoto utne din gin kar baad mein Roze rakh le.
📚[Surah al-Baqarah(2); Ayat-184]
*Kuch log Eska Faida/Advantage Samajh kar "Normal Safar" Me bhi Roza chorr dete hain Aur fir baad me Rakh nahi pate hain, to Aisa karne se Bachna Chahiye.
_________________
No comments:
Post a Comment