find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Happy Diwali ya kisi Gair Muslim ko Uske Festival pe Mubarakbad dena Kaisa Hai?

Kisi Gair Muslim ko Uske Festival par Mubarakbad dena ya uske Tayohar me Shamil hona kaisa hai? 

Kya ek Musalman Non Muslim ko Happy Diwali, Happy Holi, Happy Dushehara kah sakta hai? 

Happy "Diwali" kahna Jayez nhi.❌
-----------------------------------------------
 Gair Qaumo (Non-muslim) ke festival ko Manana ya Mubarakbad dena Jayz nhi.
 *Kyuki inke zayada tar festival* *shirk* (murti pooja) pe hoti hai.

 *Unke Festival pe aap unse haal pooch Sakte hain, Kaisa raha Festival wagaiara, Lekin Mubarakbad nhi de Sakte hain*

 Agar *koi Gair muslim Happy "Diwali" kah de to aap uske Jawab me*.
 *To you* :- (तुम्हारे लिए) kah sakte hain.
lekin agar "Same to you" kahte hain to matlb ye hota hai ki aap Usko "Happy Diwali" kah rahe hain, matlb Aap bhi usse khush (Happy) hain (indirectly aap sath hai)

Allah ke Rasool ﷺ ne Farmaya
jisne kisi qaum ki mushabehat ki wo unhi me se hai.
[Abu Dawood:4031]
( हर बात दलील के साथ)

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS