Qurbani karne ka sahi tarika Quran o hadees ki raushani me.
_*✦ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ✦*_
⭕■⭕■⭕■⭕■⭕■⭕■⭕
_*✦ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ✦*_
⭕■⭕■⭕■⭕■⭕■⭕■⭕
_*⭕ Qurbani Kis Par Wajib hai Poori. Tafseel*_
Har woh shakhs jo Musalman, Aaqail, baalig, muqeem ho aur uske paas qurbani ke dino me ya'ani 10 zil hijjah se 12 zilhijjah ke gurub Aaftab tak 52.50 saade bawan tola chandi ki qeemat [Aaj 18 zee qadah 1439 hijri ko India ke rate se nisab 25350 Rs.] Ka zarurat se zaaid (extra) maal saamaan Qarz ki adaygi ke baad maujood ho to us par qurbani wajib hai.
_*⭕Qurbani Karne Ki Kya Fazilat hai ?*_
_*⭕Qurbani Karne Ki Kya Fazilat hai ?*_
Hazrat Ayesha R.Z. se riwayat hai ke Aap _*Ʀαşσσʟαʟʟαн ﷺ*_ ne irshad farmaya ke zil hajja ki 10 tarikh yani eidul azha ke din insan ka koi amal _*Aℓℓαн Suβнα'ηαнu Wa Tα'αLα*_ ko qurbani se zyada mahboob nahi hai.
Aur qurbani ka janwar qiyamat ke din apne singo aur baalo aur khuro ke sath zinda hokar Aayega aur qurbani ka khoon zameen par girne se pehle _*Aℓℓαн Suβнα'ηαнu Wa Tα'αLα*_ ki Riza aur maqbuliyat ke maqam par pahunch jata hai, Pas aye khuda ke bando dil ki poori khushi se qurbani kiya karo.
_*Tirmizi sharif, bahawala masaile qurbani 32 bifarqi yasir*_
_*Tirmizi sharif, bahawala masaile qurbani 32 bifarqi yasir*_
_*⭕ Qurbani Na Karne Par Kya Waeed hai.*_
Hazrat abu huraira R.Z. se riwayat hai ke Aap _*Ʀαşσσʟαʟʟαн ﷺ*_ ne irshad farmaya:
Jis ke paas gunjaish ho (us par qurbani wajib ho) aur us ke bawjud wo qurbani na kare woh hamari eidgah ke qarib bhi na Aaye.
_* Bayhaqi Sharif*_
━━━━━━━••●❀●••━━━━━━━━╯
*To βe continue.....*
_* Bayhaqi Sharif*_
━━━━━━━••●❀●••━━━━━━━━╯
*To βe continue.....*
*╟❥ ɴєxт-02 in Sha ALLAH*
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
★"يارسول الله ﷺ"★
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
_Send all people in the world_
* ISLAM Sab Ke Liye Hai *
●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
★"يارسول الله ﷺ"★
●•●┄─┅━━━★✰★━━━┅─┄●•●
_Send all people in the world_
* ISLAM Sab Ke Liye Hai *
●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●
No comments:
Post a Comment