*ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*HĪM(هيم) Ek bimari...*
Ye ek beemari hai jiske chalte camels(oont) bahut zyada pyaase ho jaate hai aur fir pyass bhujaane ke liye paani peete rehte h yaha tak ke paani pee pee kr bahut zyada kamzor ho jaati h aur fr mar jaate hai
Iska zikr ALLAH سبحانه وتعالى ne quraan me bhi kiyaa hai ki
فَشٰرِبُوۡنَ عَلَیۡہِ مِنَ الۡحَمِیۡمِ. فَشٰرِبُوۡنَ شُرۡبَ الۡہِیۡمِ
*Aur fir uske upar kholta hua paani peena hoga aur pioge bhi uss pyaase oont ki tarah*
*Ref:-* Al-Quran Surah waaqiyah ayah 54-55
Arab waalo ne iskaa ilaaj nikala ki woh oont ko paani peelaane se pahle ek saaanp(snake) oont ke gale pe daalte hai aur fir paani peelaate h saanp jab oont ke pet me jaata hai aur mar jaata hai aur fr uss saanp ke zehar(poison) se wo beemari chli jaati hai.
No comments:
Post a Comment