Qyamat Ke Din Momeen ko Kis Chij Ka Saya Hasil Rahega?
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
Hadith : Momeen Qayamat ke din apne sadqe ka saya hasil karega
----------
Uqba bin aamir radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya Beshak sadqa , sadqa karne walo se Qabr ki garmee (tapish) ko khatam kar deta hai aur momeen Qayamat ke din apne sadqe ka (yani sadqe ki wajah se)saya hasil karega
Al-Silsila-tus-Sahiha ,1816
----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: صدقہ، صدقہ کرنے والوں سے قبر کی گرمی کو ختم کرتا ہے، اور مومن قیامت کے دن اپنے صدقے کا (یعنی صدقے کی وجہ سے) سایہ حاصل کرے گا۔
السلسلہ صحیحہ ١٨١٦
----------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया सदक़ा , सदक़ा करने वालों से कब्र की गर्मी को खतम कर देता है और मोमीन क़यामत के दिन अपने सदके का (यानि सदके की वजह से) साया हासिल करेगा
अस सिलसिला अस सहीहा , 1816
----------
✦RasoolAllah ﷺ said Indeed Charity puts out the heat of the grave for its people, and certainly the believer will take shade under his charity (because of his charity) on the day of Judgement
Al-Silsila-tus-Sahiha ,1816.
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
No comments:
Post a Comment